avneesh

Sanyasi Ayurveda

Chandni Chowk ,Delhi
August 03, 2017 Rating
mene sanyasi ayurveda se health ki dawa order karai thi lekin muje galat dawa receive hui hain, iski complaint mene sanyasi ayurveda ke call center m ki to unhone maafi mangi or kaha apki dawa replace kara denge or kaha 3 din mein ho jayegi, lekin muje meri sahi dawa milne mein 1 hafta lag gya, mein sanyasi ayurveda ki dawa kha raha hu jo muje suit kr rha hain lekin ab mera 1 hafte ki dawa late ho gai... plz aap apne delivery service pe thoda dhyan de dhanyebad